Header Ads Widget

Responsive Advertisement

FACEBOOK PAR DATA SHARE HONE SE KAISE BACHE











Hello friends aap to jaante hi hogenge ki dunia ki sabse femous messaging app whatsapp ko 2014 me facebook ne kharid liya hai aur aaj whatsaap facebook ka ek baag ban chuka hai.Ab whatsaap apne users ko ek notification jari karke ye message de raha hai ki facebook par aur bahtar advetrise ke liye user ke phone numbers aur data facebook ke sath share kiye jayenge





Whatsapp bahut jald user ke data share karna chalu kar dega. is whatsaap data ke aadhar par aapko facebook par friends saggetion aur advertize milegi ager aap whatsaap ke is step se khush nahi ho aur aap apna data facebook par share nahi karna chahte to aapko apne whatsaap me mainully setting karna padega.

To chaliye friends jante hai whatsapp se facebook par data share hone ko kaise rokate hai

Whatsapp se facebook par share hone waale data ko rokane ka pahela tarika ===>

Jaise hi aap whatsaap opne karoge aapko turms of service ka notification dikhay dega. aapko step by step niche ke step follow karne hai uske baad a aap apna data facebook par share hone se rok sakte hai
step 1 : Aapko photo me red color ke arrow se dikhaya hai wanha read more about the key updates to our term and privacy policy par click karna hai.
step 2 : Usake baad photo me red color ke arrow se dekhaya hai wanha par checkbox he use par click karke uncheck kar de
step 3 : Uske baad photo mered color ke arrow se dekhaya hai waise hi aap agree par click kar de
Itne step karne ke baad aap facebook par data share hote se bacha sakte.

Whatsapp se facebook par share hone waale data ko rokane ka dusara tarika ===>

Aapko pata nahi tha ki ye turm of service kya hai aur aapne pahle se ok kar diya ye to aap garaye nahi aap mainully setting me jaake use data share hone ko disable kar sakate hai


Ager aap iphone user hai to niche ke stpe follow kare


1.setting par click kare uske baad account par tap kare

2.share my account info ko uncheck kar de


Ager aap android user hai to is step ko dekhe


1.whatsapp open karne ke baad right side pe teen dotted ka icon pe click kare

2. setting pe tap karke account me jaye

3.uske baad share my account info ko uncheck kar de

Aisa karne se aap data share hone se rok sakate hai agre aapko turm of service ka notification nahi aaya to iska matlab ye ki aapke hansate ke liye abtak role out nahi kiya gaya par bahut jald aapke handset ka bhi role out kiya jayega. isliye ager aap data share hone se rokana chahte hai to uper ke tips use kare....











Thank you.....