Hello dosto maine aapko agali post me paypal accout kaise bante hai aur account banane ke liya kya kya lagta hai wo bataya tha agre aapne wo post nahi padhi hai to abhi padhe paypal account kaise banaye india me aur account banane me kya kya lagta hai
Aaj me aapko bataunga ki paypal account me bank account, debit & credit card, aur pan card kaise verify karte hai aur kyoun jaruri hai iske saath paypal account ko safe rakhane ki tips bhi bataunga.

paypal account me pan card verify kaise kare


kisi aur chiz ki baare me jaane se pahle ye jaan lete hai ki paypal account me bank account, debit &credit card aur pan card verify karna kyoun jaruri hai.

Paypal account me bank account debit &credit card pan card verify karna kyoun jaruri hai


Jabtak aap apne paypal account me bank account, bedit & credit card aur pan card verify nahi karte tabtak aapka paypal account kisi kaam ka nahi hai naa to aap paise resevie kar sakte hai aur nahi paise send aur shopping kar sakte hai. isliye aapko ye teeno chize aapne paypal account me verify karna jaruri hai.
Ab baat karte hai apne in teeno chizo ko verify kaise karte hai

Paypal aacount me bank account debit & credit card pan card  verify kaise kare


In teeno chizo ko verify karne ke liye aapko apne paypal account me login hona hai


Bank account


Apne paypal account me login hone ke baad Isn step ko follow kare

Step 1 : Payment methods pe click kare



Step 2 : Aapke saame ek windows khulegi usme jisa pic me hai waise hi  Link a bank account pe click kare

Step 3 : Uske baad ek form khulega usko sahi se bare aur continue pe click kar de.



Credit & debit card


Credit & debit card ko paypal account me verify karne se liye aapko bank account verify ke jaise hi step follow karna hai

Step 1 : Payment methods pe click kare



Step 2  :  Aapke saame ek windows khulegi usme jisa pic me hai waise hi  Link a  card pe click kare


Step 3 : uske baad ek form khulega usme aap debit aur credit me se koi bhi ek ko select karke card ki details barke save kar de.

Pan card aur pupose code


Apna pan card verify karne ke liye niche ke step follow kare :

Step 1 :  aapke account me notification aaya hoga uspe click kare



Step 2 : uske baad personal me confirm identity ko select kare

Step 3 : uske baad provide pan ka form kulega usmko sahi se bare aur submit par click kar de



Step 4 : uske baad  step 2 me wapis aaye aur account me pupose code ko select kare

Step 5 : uske baad aapko ye select karna hai ki kis chiz ke liye aapne paypal account banaya hai uske baad save pe click kar de

Ab aapka accout paise receive aur send karne ke saath shopping karne ke liye ready hai.

Ab dekhate hai apne account ko safe kaise rakhe

Tips of security


  • Paypal ke sahi website ka url https://www.paypal.com aur url me lock ka symbol bhi dekhta hai. ager url me aisa na dekhe to login na ho. Qki wo phishing website bhi ho sakti hai.(Phising ke baare me jayada jankari ye liye ye article padhe : phishing kya hai aur phishing website aur ohishing email se kaise bache)
  • Phishing email aur sms ka reply kabhi na kare
  • Apne account me email aur number register karke rakhe
  • Apne bank account ka password kisi ko na bataye.
  • Apne account ka password 2 yaa 3 hapte me change karte rahe aur kabhi bhi password ko reapte  na kare
  • Apne account me security ke liye question form set karke rakhe. 










Aapko ye article pasnd aaya hai to share karna na bhule aur aapke mann me koi sawal ho to comment karke puchh sakte hai. 

Thank you…..