Header Ads Widget

Responsive Advertisement

ONLINE PAISE KAMAO TIPS HINDI ME

Hello dosto  main  pichhle waale post me vishing Kya hota  he aur use kaise bache uske bare me baat ki thi. Ager aapne nahi padi he to aap click karke padh sakte he. Aaj hum jis ke bare me baat karne wale he wo online paise kamane ke bare me hai.


Hum online money earning  bahut trike se kar sakte hai. Usmene kuch topic ke bare me hum janege. 

1.  YOUTUBE

YouTube aaj ke din me bahut hi bada video search engine ban gaya he. Aapko jis bhi topic pe knowledge hai us topic par aap aapna  YouTube par channel banave uspar ads lagake paise earnings kar sakta ho. 

2. BLOGGING

Blogging aisa platform hai. Janha par article likha jata he. Ager aapko bhi likhne ka sokh he to aapko jis topic me knowledge hai us topic par aap article  likh ke aap paise kama sakte ho.

3. AFFILIATE MARKETING 

Ecomerce company aapna products ke promotion karne ke liye bahut se marketing program chalti he usmese  affiliate  marketing bhi ek hai. Jis me aap kisi bhi Ecomerce  company ke saath join hoke  uska promotion karke paisa kama sakta ho. Jaise ki Flipkart, Amazon etc ke affiliate marketing ke saath join hoke aap money earning kar sakte ho. 

4. GOOGLE ADSENES

Aapka YouTube  par channel hai yaa aapki khud ki website hai to aap adheres se paise kama sakta ho. Google adsenes Aisa network hai job kisi website yaa youtube channel par ads laga kar paisa kamane ka moka deta he. 

5. SOCIAL MEDIA 

Social Media  aaj apne jivan ka ek baag ban gaya he aa chhote leker badhe sabh social media ka use karte he. Social media par aapke following jyada he to aap band ka promotion karke paise kama sakta hai. Jaise ki Facebook,instagram, twitter, whatsapp  etc ka upyog karke aap paisa kama sakta ho. 




Dosto ager aapko ye post achchhi lagi hai to share jaruru kare aur aapke mann me ko sawal hai to comment kareke puchh sakte ho.


THANK YOU.......😃😃😃

Post a Comment

0 Comments