Hello dosto  aaj hum jis topic ke  bare me baat karne wale hai wo vishing  ke bare me hai. Aapne kanhi na kanha vishing  word ko suna hi hoga. Ager nahi suna to koi baat nahi aaj hum vishing ke bare me pura janege.


Vishing  Kya He

Simple word me kahe to vishing  hacking ka hi ek type he. Jo phishing hacking se milta -zulta he.
Phishing ke bare me jyada jaane ke liye click kare
Ek aadami ka dusare aadami ke saath call karke ki gai dokhebaazi ko vishing  kahte he. 
Vishing me hacker  target  aadami ko call kare shikar banata he. Hacker  target aadami ko call karke use information magna he uska upyog karke  dokhebaazi  karta he.  Jaise ki Hacker target aadami se bank details, OTP, aadhar card,  password  etc Mangta he.

OTP ke baare me janne ke liye click  

Example

A ko B call karke kahta he ki ham bank se bol Rahe he aur aapna bank account  band kar diya jayega. Ager aa aapna bank account  chalu rakhna Chahta ho to aapna aadhacard number, ATM  card number, OTP,  magta he aur jab aap A ko puri jankari dete he to A aapke bank account se paise nikal let he. Is tarha se A B ke saath dokhebaazi  karta he. Istarha ki dokhebaazi ko cyber world ki bhasha me vishing kaha jata he.

Vishing  ke kaise bache

1. Bank waale kabhi kisiki personal information nahi magte he already unke paas hota hi he. 
2. Kiski anjan logo ko bank account, OTP, CVV, password, etc na de.
3. Koi bhi lalach waala call aapke paas aata he aur aapse personal infomation, adhaar card, etc magta he to use na de,
4. Koi bhi anjan call aata hai to uski puri jankari le uske baad usko information de.
5. Aapke saath ager aisi koi dokhebaazi karta he to police me report kare.




Aapko ye post achchhi lagi hai to share kare aur apne dosto ko bhi is blog ke baare me bateye. ager aapke mann me koi sawal ho to comment kare jarur puchhe.


THANK YOU........😄😄😄