Header Ads Widget

Responsive Advertisement

COMPUTER ME INTERNET CHALANE KE SORTCUT KEY IN HINDI

Hello dosto,

Aaj me aapko computer ke shortcut key ke baare me batane wala hoon jise aapka kaam asan ho jayega.
Hum apne roz ke kaamo me computer ka use karte he par ganto tak computer par beth ke ganto tak kaam karna itna aasan bhi nahi hota lekin kuch  SHORT+KEY  hote hai jise hamare kaam aasan ho jaate he.


Coputer yaa laptop pe hum log internet to use karte hai par kuch logo ko internet use karne ke SHORT+KEY pata nahi hote aaj me aapko aise hi SHORT+KEY ke bare me baataunga jise internet par kaam karna aasan ho jayega.

Aapne computer ke shortcut keys ka article nahi padha hai to padhne  ke liye link par click kare: computer shortcut keys in hindi 


To chalo jaante hai wo SHORT+KYE konse hai....


 ❯❯ Ctrl+N 

Is command ka use browser ki new windo open karne ke liye hota hai.


 ❯❯ Ctrl+1  

Manlo aapke computer me 4 tab opne hai to aapko first tab pe jana hai to aap  ctrl+1 command ka use kar sakte hai aur aapko secound tab pe jana hai to ctrl+2 command ka upyog kar sakte hai waise hi third ke liye  ctrl+3 aur fourth ke liye ctrl+4.


 ❯❯  Ctrl+9 

Ctrl+9  command ka use browser ki last tab par jaane ke liye hota hai fir wo 2 tab ho yaa 10.

 ❯❯ Alt+F4 

Is command ka use browser me open sabi tab ko band karne ke liye hota. Ager aapke browser me bahut saari tab open ho gayi hai aur aapko iski jarurat nahi to aap inko ek saath band kar sakte hai.

 ❯❯ Ctrl+Shift+T  

Is command ka upyog karke aap aapne jo tab last me band ki thi usko wapas se la sakate ho.














Main ummid karta hoon aapko ye article pasand aaya hoga ager aapke man me is article ko lekar ko sawal ho to aap hame comment karke puchh sakte ho.